Copy & Paste Jobs - Best Copy Paste Jobs kaise Dhoondhe

Hello Dosto

Aaj hum iss post me copy & paste job ke baare me baat karenge. Copy and Paste jobs sabse accha aur sabse aasan rasta hi paise kamane ka. Agar aap housewife, retiree hi aur online job dhoondh rhe hi to aap ke lie Copy and paste jobs se accha koi aur job nahi hi.

Aap ghar baithe kam kar sakte hi aur kuch rupay earn kar sakte hi.Hum iss artical me janenge ki Copy and paste job kya hi. Hum copy and paste job ke advantages aur disadvantages ke baare me jayenge. Iss poore artical ko padhne ke bad copy and paste ke baare me acche se jan jayenge.
Copy paste

Copy and Paste Jobs Kya Hi?

Aap ke lie copy and paste job thora new hi. asal me copy and paste job data entry job ka hi ek roop hi. Sidhe sabdo me kahe to ye bhi ek data entry job hi. Yaha par aapko paragraph ko copy and paste karke word document file me badalna hota hi.

Suru - suru me ye kam aapko thora diffcult lagega lekin time ke sath sath ye aapko easy lagne lagega. Aapko sara information mil chuka hoga database ke baare me ki aapko text matter ko copy karke word document me paste karna hi.

Aapko internet par data search karne me time waste nahi karna hi kyonki ye aapko pehle hi diye hua hi. Aapko sirf uss data ko wor document me  copy and paste karna hi.

Copy and Paste jobs Plans


Copy and paste job online bhi hota hi  aur offline bhi.  Offline me aap word document me copy and paste karke isse computer me save kar sakte hi aur bad me isse company ko email kar sakte hi.

Online me aapko isse sidhe company ki website par copy and paste karna hota hi. Dono hi raaste easy hi. Aap koi bhi rasta chun sakte hi. Text matter 10 lines, 50 lines, or 100 lines ka bhi ho sakta hi.

Aapko iss assignment ko limited time period me finish karna hi. Agar aapko project time 20 din hi toh aapko isse 20 din me hi finish karna hoga. Nahi toh company aapki account ko band kar dega.

Aap jis company ke sath kam kar rhe ho wo aapko bhut tarh ke plans batati hi. haalaanki  company daily kaam ke lie presaan nahi hi lekin ve 30 dinn ke kam ke lie presaan hi.

For example, Aapko starter plan ke tahat 1500 copy paste jobs ko ek mahine me finish karna hota hi. Master plan ke tahat aapko ek mahine me 1500 copy paste jobs se bhi jyada karna hoga. Agar aap jayada kam karte hi toh aapko bonus aur extra money milegi.

Company RS 2500/- se RS 4000/- tak registration fees leti hi. Registration hone ke baad aap copy paste ka kaam suru kar sakte hi.
Read also: 10 Online Data Entry Jobs from Home Without Investment in Hindi

Best Copy and Paste Job kaise Dhoondhe


Copy and Paste job dhoondhna ek bhut baari chunauti hi. Copy and paste job dhoondhna easy nahi hi. Copy and paste job ko internet par dhoondhna padega ya phir newspaper ke classified ad me.

Job mil jaye to aap unse phone se contact kare aur plans ke baare me or membership fees ke baareme puche. Unke office ko bhi ja kar dekhe. Office dekhne ke baad aapko lage ki sab kuch thik hi to aap registration fees pay kar de aur kaam karna start kar de.


Advantages and Disadvantages of Copy & Paste Jobs

Copy and paste jobs ke advantages or disadvantages dono hi hai. Ye hamari jimmedari banti hi ki hum aapke samne copy and paste job ki  saaf tasveer dikhaye. Hum iss job ki acchi aur burai dono hi btayenge.

Advantages

  • Copy and paste job ka pehla advantage yah hi ki aapko kam karne ke lie bahar nahi jana padega. Aap ghar baithe bhi kaam kar sakte hi. Housewife, retires aur koi bhi copy and paste work ko kar sakta hi.
  • Copy and paste job bhut hi aasaan hi. Aap ko bhut kam kaam karna padta hi kyonki ye sirf copy and paste hi. Aap project ko ek  mahine ke andar khatam karke extra money kama sakte hi.
  • Aap ek accha amount earn kar sakte hi copy and paste job ke saath. Aap apni jindgi ko easy bna sakte hi agar aap iss job ko lekar serious hi .
  • Koi bhi copy and paste ke saath kaam start kar sakta hi. Aapko kisi bhi tarh ke work experience aur college degree ki jaroorat nahi hi. koi bhi berojgaar aadmi iss kaam ko suru kar sakta hi.


Disadvantages

  • Copy and paste  job ka pehla disadvantage ye hi ki issko dhoondhna bhut hi muskil hi. Aapko genuine copy and paste job ko dhoondhne ke lie internet par search karna padega aur news paper ke classified ads me bhi dhoondhna padega.
  • Aapko cheating and scams ke baare me savdhaan rhena pdega kyonki bhut saari companies rupay le leti hi aur job nahi deti.
  • Agar aapka kaam thik nahi hi to wo aapka membership cancel kar denge. yanha par training program hota hi par aapko thora saavdhan rahne ki jaroorat hi.

Ye disadvantages hi copy and paste jobs ki. yanha par yah saaf hi ki disadvantages se jyada advantages hi copy and paste job me.

Aapko ye post kaisa laga comment box me jaroor likhe.



     

1 comments:


EmoticonEmoticon